Tuesday 14 May 2013

Haina Haina Lyrics - Jayanta Bhai Ki Luv Story | Atif Aslam



Haina Haina Lyrics - Jayanta Bhai Ki Luv Story | Atif Aslam
Artist: Atif Aslam Album: Jayanta Bhai Ki Luv Story Song Writer: Priya Panchal Composer: Sachin-Jigar Year: 2012

Haina Haina Lyrics

Hai na, hai na, hai na
Kyun chup ho yehi to mauka hai
Kaho na tumhe kisne roka hai
Keh do zaraa
Keh do naa..
Keh bhi do zara
Hmmm.

Hai na, hai na, hai na
Aankhon se kajal baha hai jo
Gaalon se kya keh gaya hai woh
Keh do zara
Keh do naa aa..
Keh bhi do zara
Hmmm...

Haan, maana zamana bura hai
Sara jahaan hai bura
Achcha hua ki mila main
Lucky hai luck tera

Maine bhi tune bhi khwab koi kabhi
Dekha hai, dekha hai na
Ho ho main hansa, tu hansi, khwab to aisa hi
Hota hai, Hota hai na
Keh do zara
Keh do na...
Keh bhi do zara...
Hmmm..

Gussa hai gussa bura hai
Lagti buri bhi hai tu
Koi kahe na kahun main
Thodi ziddi bhi hai tu
Maine toh tere sang
Tera har ek rang
Dekha hai, dekha hai na
Tu bane bekhabar
Dil pe tere asar
Hota hai, hota hai na

Keh bhi do zara
Keh bhi do zara aa aa aa o ho..

Hai na, hai na, hai na
Nahi jahaan ki hai khabar tumko
Kyun meri itni fiqar tumko
Keh bhi do zara
Keh do na...
Keh bhi do zara
Aa aa aa o ho ho


No comments:

Post a Comment